ЁЯкФ Maa Chintpurni Chalisa (English Lyrics & PDF)

Print Friendly, PDF & Email
5/5 - (2 votes)

Maa Chintpurni Chalisa (English Lyrics & PDF) –

Doha:

charan apke chu raha hu,chintapurni maat |
leela aprmpar hai ,ho jag mein vikhayat ||

Chopaye

chit mein baso chintapurni,
chinmastika maat|
saat behan ki ladli,
ho jag mein vikyat|

mayedass par ki kripa,
roop dikhaya sham||
sabki hobardayni,
shakti tumeh parnam|

Chinmastika maat bhvani ,
klikaal mein shubh klyani|
saatiappko ansh diya .
chintapurni naam diya |

charno ki hai leela niyari,
charan ko pooja hr nar nari|
devi devta hai natmastak,
chain n paye bhjey nah jab tak|

shant roop sdah muskata ,
jese dekh anand ahta |
esk aur kaleshwar sajeh ,
dusri aur shivbadi virajey|

teesre aur narayan dev,
chothi aur machkund mahadev|
lakshmi narayan sang virajey,
das avtar ohni mein sajeh|

teeno duwar bhavan ke andher,
beitha brahma ,vishnu wa shanker|
kaali, laskhmi, saraswati maa,
sat ,rj,tum se vyapat huye maa|

hanuman yodha balkari,
maar rahe bhairav kilkaari|
chonsat yogini mangal gavey ,
mridng chehney mahant bjawe |

bhavan ke niche bawde sunder ,
jismein jal behta hai jher jher|
sant arti karey tumari,
tumeh pujtey hai nar nari|

pass hai jiske baag nirala ,
jahan hai pushpo kihai bnmala|
kant apke mala viraje ,
sua sua chola ang sajey |

sing jahan sandhya ko ahta,
chinmastika sheesh nbata |
nikat appke hai gurudwara ,
joh hai guru gobing ka pyara|

ranjeet singh maharaj bnaya ,
tumeh swarn ka chatrr chdaya |
bhav tume se bhakti paya,
patiyala mandir banwaya |

mayedas par kripa karke ,
aye hoshiarpur vichr key|
ahtor chater muglo neh ghera,
pita mayedas neh tehra |

amb chetrr kepass mein aya ,
doh puter kripa se paya |
vansh maye neh fhir pujayea ,
mayedas ko bhakt banwaya |

soh gher uske hai apnaye ,
sewarat hai joh harshaye |
teen arti hai mangalmay,
prat:,madhya aur sandyakaal |

asoj chaiter mela lagta ,
pr savan mein anand bhrta |
paan dwahja nariyal chdayu ,
halwa, chna ka bhoog lagwayu |

chatrr v chuni sheesh chdayo,
mala lehkar tumeh dhyaoo|
mujhko maat vipadh neh ghera,
jai ma jai ma asra tera |

jwala mein se tum tej ho pahte,
nagrkot ki chavi aati|
nainadevi tumeh dehkkr ,
muskate hai tum pr|

abhilasha ma puran kardo ,
hey chintpurni maa jholi bhrr doh |
mmta wali plak dikhadoh,
kam,krodh,madh,lobh mita doh|

sukh dukh toh jivan mein ata ,
tare dya se dukh mit jatey |
chintapurni chintaharni ,
beh nashak ho tum beh harni|

hr wadah ko ap he tala,
es balak ko app sambhao|
tumhara ashirwadh mila jb,
sukh ki kaliya khiley tb |

kahan tak tumari mahima gao,
dwar khada ho vinay sunao|
chintpurni maa mujeh apnao,
тАШdassтАЩ ko bhav paar lagwao

Doha:

charan apke chuh raha hu,chintapurni maat |
leela aprmpar hai ,ho jag mein vikhayat ||

рдорд╛рдБ рдЪрд┐рдВрддрдкреВрд░реНрдгреА рдЪрд╛рд▓реАрд╕рд╛ (рд╣рд┐рдВрджреА) & (English Lyrics) PDF

рдЪрд╛рд▓реАрд╕рд╛ рд╕рдВрдЧреНрд░рд╣ – link

рдЖрд░рддреА рд╕рдВрдЧреНрд░рд╣ тАУ рд▓рд┐рдВрдХ

рд╕реНрддреНрд░реЛрдд рд╕рдВрдЧреНрд░рд╣ – рд▓рд┐рдВрдХ

Sharing Is Caring:

Leave a Comment